Sunday 31 July 2016

Bollywood song of ganesha || Ganesha song in hindi


Bollywood songs of Ganesha

Bollywood song of ganesha || Ganesha song in hindi

1.Deva shree ganesha (Agneepath

Deva shree ganesha
Deva shree ganesha
Deva shree ganesha
Deva shree ganesha
Deva shree ganesha
Deva shree ganesha.....................


Jwala si chalti hai
Aankhon mein jiske bhi
Dil mein tera naam hai
Parwah hi kya uska
Aarambh kaisa hai
Aur kaisa parinam hai ye...............
Dharti ambar sitar
Uski nazare utaare
Dar bhi usse dara re
Jiski rakhwaliya re...
Karta saya tera
Jai deva shri ganesha
Deva shree ganesha......................

Teri bhakti ka vardaan hai
Jo kamaye vo dhanvaan hai
Bin kinare ki kashti hai vo
Deva tujhse jo anjaan hai
Yun toh mushak savari teri
sab pe hai pheredari teri
Paap ki aandhiyan na kaha
Kabhi jyoti na haari teri................
Apni takdeer ka wo
Khud sikander hua re
Bhul ke ye jahaan re
Kiski silien ya haare
Saath paya tera he
Hey deva.... shree ganesha
Deva shree ganesha.......................

Hoo...... teri dhuli ka teeka kiye
Deva jo bhakth tera jiye
Usse amrit ka hai moh kya
Has ke vish ka wo pyaala piye...........
Teri mahima ke chaya taale
Kaal ke rath ka pahiya chale
Ek chingari paksodh se
Khadi Ravaan ki Lanka jale.............
Shatruon ki katare
Ek akele se haare
Kand bhi parvat hua re
Sharok ban ke jahan re
Naam aaya tera
Hey Deva..... shri ganesha
Deva shri ganesha......................




2.He Ganpati Bappa Moriya (Pujarin)

hey ganpati bappa moriya hey ganpati bappa moriya..........
ho bappa moriya ho bappa moriya............

hey gazbadan ganesh ji ganesh ji
meri vinti suniyo re hey gazbadan ganesh ji ganesh ji
meri vinti suniyo re hey mahima tumhari nayari
gaye jag ke nar nari karo kerpa hum sab par hey ganesh ji
ho bappa moriya ho bappa moriya
ho bappa moriya ho bappa moriya
hey gazbadan ganesh ji ganesh ji
meri vinti suniyo re hey gazbadan ganesh ji ganesh ji
meri vinti suniyo re..............

hey shiv shankar ke pyare hey parwati ke dulare
bhakti bhav se jo tumhe puje phal paye wo nyare
hey shiv shankar ke pyare hey parwati ke dulare
bhakti bhav se jo tumhe puje phal paye wo nyare
hey dware jo tere aaye jo mange sau paye
tumsa dyalu koi aur nahi ho bappa moriya ho bappa moriya
ho bappa moriya ho bappa moriya..........

hey gazbadan ganesh ji ganesh ji
meri vinti suniyo re hey gazbadan ganesh ji ganesh ji
meri vinti suniyo re........

hum sabki hai jivan naiya parbhu tumhare hatho me
humko kya dar majhdhar ka jab patwar tumhare hatho me
hum sabki hai jivan naiya parbhu tumhare hatho me
humko kya dar majhdhar ka jab patwar tumhare hatho me
aye hum hai tumhe jo pyare tum hume pran se pyare
dekho parbhu mero sang chhute na...........

ho bappa moriya ho bappa moriya.......
ho bappa moriya ho bappa moriya.......
ho bappa moriya ho bappa moriya.......

ganpati bappa moriya ganpati bappa moriya......
ganpati bappa moriya ganpati bappa moriya......
ganpati bappa moriya ganpati bappa moriya......
ganpati bappa moriya ganpati bappa moriya,,,,,,



3. Maurya re (Don) 

Mere sare….......
Palchhin sare din tarsenge.............
Sun le tere bin
Tujhko phir se jalwa
Dikhana hi hoga
Agle baras aana hai
Aana hi hoga

haye tujhko phir se jalwa
dikhana hi hoga
agle baras aana hai
aana hi hoga
dekhengee teri rahe
pyasee pyasee nigahe
toh man le tu man bhi le kehna mera
laut ke tujhko aana hai
sunle kehta divana hai
jab tera darsan payenge
chain tab hamko pana hai

morya morya morya re
bappa morya morya morya re.............(2)

ho khushiyo ke din ho ke ghum kaa jamana
dil bas leta hai
nam tera
tere hi karan hai jivan suhana
tu hi toh mann me tan mann me basa
har ghadee...... haye
dhyan rahe tera
main hu tera chahanewala
japta hu teri mala toh
man le tu man bhee le kehna mera

laut ke tujhko aana hai
sunle kehta divana hai
jab tera darsan payenge
chain tab hamko pana hai
morya morya morya re
bappa morya morya morya re..............(2)
haye tujhko phir se jalwa
dikhana hi hoga
agle baras aana hai
ek don tin char ganpatee cha jayjaykar
pach saha sat aath ganpatee hamare sath

tu hi toh karta hai puree har aasha
tu hi toh beda par kare
tu hi toh samjhe jo mann kee hai bhasha
tu hi toh dhadkan dilo kee suney
tujhse hai duniya me kya chhupa
ab main tujhse kya mangu
tu mera mai tera hu
toh man le tu man bhee le tu kehna mera
laut ke tujhko aana hai
sunle kehta divana hai
jab tera darsan payenge
chain tab hamko pana hai

morya morya morya re
bappa morya morya morya re.............(2)
tujhko phir se jalwa
dikhana hi hoga
agle baras aana hai............
aana hi hoga................


4. Shambhu Sutaya (ABCD)

Riddhi, Siddhi, Vriddhi hoti.........
Haan tere hi aane se........
Aur sundar ye shristi hoti........
Haan tere hi aane se........
Morya…..... Morya…......

Mann ke andhere kone mein
Jo Daanav chhupa hai, Moreya......
Uspe hi jay ho to digvijay ho
Teri tarah Morya..........
Ganpati Bappa – Morya.....
Pudhchya varshi – Lavkar ya.......
Laakh koi de hunkaare
Laakh koi dhamka le.........
Ho ho hum teri raahon pe chalte
Hum nahi rukne waale.........
Mera deva devon ka devta
Maaza deva devon ka devta
Per rukne naa, Sar ye jhukne naa dega...............

Morya re Morya Ganpati bappa Morya
Shambhu Sutaya, Shambhu Sutaya, Lambodaraye Morya
Manya re Bappa Morya
Ganpati Bappa Morya
Devaa…...........

Sajjan ki aas durjan ka naash
Tu Kaisa bindaas hai raja......(2)
Teri ho pooja, phir koi dooja
Tu sabka vishwas hai raja.....(2)
Yun sabhi devon ke aage ye sar jhuka hai Morya
Par apna hai tu ghar pe humaare aaya hai Morya

Morya re Morya Ganpati bappa
Shambhu Sutaya, Shambhu Sutaya, Lambodaray Morya
Manya re Bappa Morya........
Ganpati Bappa Morya.........


Gan Gan Ganapati Gajmukh mangal
Ghit ghire ghit ghire ghit ghire

Thoon thoon
Tat tat thayee tha
Jai jagvandan vakra tund daani daata
Vighan haran shubh karan DhaGiNa Dha
Vighan haran shubh karan DhaGiNa Dha
Vighan haran shubh karan DhaGiNa Dha
Dhoom kite dhoom kite
DhaDhang DhaDhang DhaGiNa Dha
DhaDhang DhaDhang DhaGiNa Dha
Morya re Morya........
Ganpati Bappa Morya...........

Shambhu Sutaya Shambhu Sutaya Lambodaraye Morya
Manya re Bappa Morya
Ganpati Bappa Morya
Devaa…....................
Hey…......... Jal mein thal mein
Shristi sakal mein
Van mein, Rann mein, kan kan mein
Taru mein, tran mein, Gaj mein, Gana mein
Morya hai har mann mein
Hey rang ki dhaare, ras fuhaarein
Chhal chhal chhalke sarjan mein
Tej hai, Bal hai, shakti prabal hai
Morya ke darshan mein re Bappa
Morya ke darshan mein re Deva
Morya ke darshan mein hey.......
Morya ke darshan mein…................

banner
Latest
Next Post

0 comments: